Love Mohabbat Shayari

Pyar Ka Chhalakta Jaam Ho Tum- Romantic Shayari In English

Fiza Mein Mahekti Shaam Ho Tum, Pyar Ka Chhalakta Jaam Ho Tum, Seene Mein Chhupaye Firte Hain Tumhein, Meri Zindagi Ka Doosra Naam Ho Tum. Aankhon Mein Basi Hai Soorat Aapki, Dil Mein Chhupi Hai Moorat Aapki, Mahsoos Hota Hai Jeene Ke Liye, Humein To Bas Jaroorat Hai Aapki. Udaas Lamhon Ki Na Koi Yaad …

Pyar Ka Chhalakta Jaam Ho Tum- Romantic Shayari In English Read More »

Romantic Shayari – इससे ज़्यादा तुझे और कितना करीब लाऊँ मैं

इससे ज़्यादा तुझे और कितना करीब लाऊँ मैं, कि तुझे दिल में रख कर भी मेरा दिल नहीं भरता !! हक़ीक़त ना सही तुम ख़्वाब बन कर मिला करो, भटके मुसाफिर को चांदनी रात बनकर मिला करो !! तुझे ख़्वाबों में पाकर दिल का क़रार खो ही जाता है, मैं जितना रोकूँ ख़ुद को तुझसे …

Romantic Shayari – इससे ज़्यादा तुझे और कितना करीब लाऊँ मैं Read More »

Zindagi Bahut Khoobsurat Hai Sab Kahte The – Romantic Shayari In English

Zindagi Bahut Khoobsurat Hai Sab Kahte The, Jab Tumhein Dekha Yakeen Mujhko Ho Gaya – Romantic Shayari In English Iss Se Zyada Tujhe Aur Kitna Qareeb Laaun Main, Ki Tujhe Dil Mein Rakh Kar Bhi Mera Dil Nahi Bharta. Haqikat Na Sahi Tum Khwab Bankar Mila Karo, Bhatke Musafir Ko Chaandani Raat Bankar Mila Karo. …

Zindagi Bahut Khoobsurat Hai Sab Kahte The – Romantic Shayari In English Read More »

हम तो रोज किसी की यादों में भीगें रहते है – Yaad Shayari

मौसम की पहली बारिश का शौक तुम्हें होगा, हम तो रोज किसी की यादों में भीगें रहते है !! !! – Yaad Shayari मुझे कुछ भी नहीं कहना इतनी सी गुजारिश है, बस उतनी बार मिल जाओ जितना याद आते हो !! हर एक पहलू तेरा मेरे दिल में आबाद हो जाये, तुझे मैं इस …

हम तो रोज किसी की यादों में भीगें रहते है – Yaad Shayari Read More »

Kitni Roshan Hai Meri Tanhai- Lonely/Tanha Shayari in English

Teri Yaadon Ke Har Taraf Hujoom, Kitni Roshan Hai Meri Tanhai !! Jab Se Dekha Hai Chand Ko Tanha, Tum Se Bhi Koi Shiqayat Na Rahi !! Main Bhi Tanha Hoon Aur Tum Bhi Tanha, Waqt Kuchh Saath Gujara Jaye !! Aankhein Footein Jo Jhapakti Bhi Hon, Shab-e-Tanhai Mein Kaisa Sona !! Mujhse Chheeno Na …

Kitni Roshan Hai Meri Tanhai- Lonely/Tanha Shayari in English Read More »

जब से देखा है चाँद को तन्हा – Lonely/Tanha Shayari

जब से देखा है चाँद को तन्हा, तुम से भी कोई शिकायत ना रही !! मैं भी तनहा हूँ और तुम भी तन्हा, वक़्त कुछ साथ गुजारा जाए !! आँखें फूटें जो झपकती भी हों, शब-ए-तन्हाई में कैसा सोना !! मुझसे छीनो न दिल की वीरानी, यह अमानत किसी अजनबी की है !! तमन्ना यही …

जब से देखा है चाँद को तन्हा – Lonely/Tanha Shayari Read More »

Na Lo Intekaam Mujhse – Pyaar Mohabbat Shayari in English

Ye Wafa Ki Sakht Raahein Ye Tumhare Paanv Nazuk, Na Lo Intekaam Mujhse Mere Saath-Saath Chal Ke !! Ek Ye Khwahish Ki Koi Zakhm Na Dekhe Dil Ka, Ek Ye Hasrat Ke Koi Dekhne Wala To Hota !! Chal Mere Hum-Nashin Ab Kahin Aur Chal, Iss Chaman Mein Ab Apna Gujaara Nahi, Baat Hoti Gulon …

Na Lo Intekaam Mujhse – Pyaar Mohabbat Shayari in English Read More »

न लो इंतकाम मुझसे मेरे साथ-साथ चल के – Pyaar Mohabbat Shayari

ये वफ़ा की सख़्त राहें ये तुम्हारे पाँव नाज़ुक, न लो इंतकाम मुझसे मेरे साथ-साथ चल के !! एक ये ख्वाहिश के कोई ज़ख्म न देखे दिल का, एक ये हसरत कि कोई देखने वाला तो होता !! चल मेरे हमनशीं अब कहीं और चल, इस चमन में अब अपना गुजारा नहीं, बात होती गुलों …

न लो इंतकाम मुझसे मेरे साथ-साथ चल के – Pyaar Mohabbat Shayari Read More »

तुम्हारा ज़र्फ़ है तुम को मोहब्बत भूल जाती है – Love Mohabbat Shayari

तुम्हारा ज़र्फ़ है तुम को मोहब्बत भूल जाती है, हमें तो जिस ने हँस कर भी पुकारा याद रहता है, मोहब्बत में जो डूबा हो उसे साहिल से क्या लेना, किसे इस बहर में जा कर किनारा याद रहता है !! बेवजह हम वजह ढूंढ़ते हैं तेरे पास आने को, ये दिल बेकरार है तुझे …

तुम्हारा ज़र्फ़ है तुम को मोहब्बत भूल जाती है – Love Mohabbat Shayari Read More »

Tumhara Zarf Hai Tum Ko Mohabbat – Love Mohabbat Shayari

Tumhara Zarf Hai Tum Ko Mohabbat Bhool Jati Hai, Humein To Jisne Hans Kar Bhi Pukara Yaad Rehta Hai, Mohabbat Mein Jo Dooba Ho Use Sahil Se Kya Lena, Kise Iss Behar Mein Jakar Kinara Yaad Rehta Hai !! Bewajah Hum Wajah Dhhoodhte Hain Tere Paas Aane Ko, Yeh Dil Bekaraar Hai Tujhe Dhadkan Mein …

Tumhara Zarf Hai Tum Ko Mohabbat – Love Mohabbat Shayari Read More »